Teri Yaad ke Aansu Urdu Ghazal


Teri Yaad ke Aansu Lafz Ban kar Bikharty Chalay gaye,
Hum jo Likhne Baithay to Phir; Likhte Chaley gaye,

Janay kis Khayal mey Tu ne Door Rehny ko Kaha tha,
Hum Apni Zaat mey Aisey Simtay k Simat'ty Chalay gaye,

Shab E Tanhai Or Teri Yaadon ne Woh Qayamat Barpa ki,
Ke Aansu jab Bahay to Behtay Chalay gaye...

No comments:

Post a Comment